Shahad madhumakhiya banati hai. Flowers ke ras ko ikatha karke madhumakhiya apne chate me shahad ikatha karte hai. Is shahad ko khane se aapko takat milti hai. Shahad bahut hi meetha aur swaad se bhar pur hota hai. Shahad ko agar aap adarak ya kaali mirch ke saath khate he to ye aapki khasi ko thik karta hai. Shahad ke dudh peene se body ki kamzori door hoti hai.
Shahad ki tea peene se bhi energy aati hai. Shahad ke nuksan se bachane ke liye ye zaroori hai ki aap shahad ek limited quantity me hi use kare. Shahad ki zyada quantity khane se diabetes ki problem bhi ho sakti hai. Shahad ko khaiye aur shahad ke guno ke bare me awareness felaiye. Shehad ko khane se aap ek acha healthy jeewan bita sakte hai.
Doodh mein Chuhara aur Gud ubaal kar peene ke fayde: Mardana Takat aur Vajan badhane ka nuskha
Doodh mein Gud vs Shehed: Kaun hai Asli 'Immunity King'? Bhool kar bhi na karein ye galti!
Raat ko Doodh aur Gud Peene Ke Fayde: Sleep, Digestion aur Joint Pain ka Desi Ilaaj
Gud Chana for Weight Gain: Mass Gainers Chhodo, Ye Desi Nuskha Try Karo Bro!
Bhune Chane aur Gud Khane Ke Fayde: Bodybuilding se Anemia tak, Sabka Ilaaj
Haldi doodh ke fayde | Haldi doodh ke nuksan | Hindi, Urdu | Milk
Honey ke fayde in hindi (shahad ke fayde)