Badam ke fayde hindi me.
Aapke liye hum lekar aaye h aaj badam ke fayde k bare k jankari. Aapko pata hoga aur suna bhi hoga ki badam khane s dimag tez hota h. Ye baat scientists bhi mante h. Kaha jaata h ki subah pani m bhigo kar agar aap badam khaye to aapka dimag tez hoga. Log aksar apne bacho ko badam subah khilate h jisse apni class m ache marks la sake. Bade ho ya bache badam sab k liye faydemand h.

Badaam k gun badam ko ek bahut lokpriye mewa banate h. Badam ke fayde hindi m likh kar mujhe aisa lag raha h jaise m kisi apne s baat kar raha hu jo ki badam k fayde ke bare m kam janta h.
Badam halwa aur mithai m bhi dala jaata h. Badam ki barfi, kya kehne bahut hi laziz ki muh m pani aa jaye. Badam ka swaad bhi logo ko pasand h. In sare aneko baato ko agar dhyan m rakhe to badam ek bahut important mewa h.