Mungfali ke fayde, mungfali ke gun. Mungfali khane ke fayde janane ke liye aapko gyani hone ki zaroorat nah h. Mungfali ke gun aksar sabko pata hote hai. Mungfali ghar m khaye jane wali cheez h Jo ki sardiyo m har ghar m mil jayegi. Mungfali ka tel oil ke bhi bahut fayde hote h. Mungfali Ko khane s body m garmi aati hai Jo ki sardiyo m achi rehti hai.
Mungfali ke fayde janane ke liye aap mungfali ko sardiyo m khaiye tab aapko pata lagega ki mungfali kitni kamal ki cheez hai. Mungfali garam hoti h jiski wajah s sardiyo m ye achi rehti hai. Body m dard ho ya jodo m dard ho mungfali khane se garmi aati h jiski wajah s sardiyo m jodo ka dard kam ho jata hai.
Mungfali ke fayde ke karan hi mungfali ek bahut lokpriye khane ki giri hai. Log mungfali Ko bhun kar bhi khate hai. Bhuni mungfali ya bina bhuni mungfali to humesha faydemand rah h.
Mungfali ke gun benefits mungfali ko har ghar m popular karte hai. Mungfali ka sawad bhi acha hota h jiski wajah se mungfali khane m swadisht lagati hai. Mungfali k daane giri ya mungfali ki faliya mitti m ugati hai. Fir inhe halka bhun kar becha jaata hai.